Raaste Lyrics – U Turn | Asit Tripathy

Raaste Lyrics from U Turn is latest Hindi song sung by Asit Tripathy with music also given by Arko. Raaste song lyrics are written by Rashmi Virag.

Raaste Song Detail

Film/Album: U Turn
Song Name: Raaste
Singer: Asit Tripathy
Composer: Arko
Lyrics by: Rashmi Virag
Music Label: Zee Music Company

Raaste Lyrics

 
Raaste juda juda huye
Khwaab kyun khafaa khafa huye
Baarishein bhigaa ke yoon gayi
Jaal bujhe dhuaan dhuaan huye
Raaste juda juda huye
Khwaab kyun khafaa khafa huye
Baarishein bhigaa ke yoon gayi
Jaal bujhe dhuaan dhuaan huye
Yeh tera aur mera kaarwan
Ik lamhe mein thaam sa gaya
Woh tera aur mera aasman
Door pichhe kahin reh gaya
Khoya khoya laapata
Kyun na khud se vaasta
Jis jagah mile the hum kahin
Aaj tak ruka hoon main wahin
Kuchh nahi bacha hai ab yahan
Pahli si wo khushbuyein nahi
Yeh tere aur mere darmiyaan
Kuchh na kuchh rah gayi khaamiyan
Woh tera aur mera aasman
Door pichhe kahin rah gaya
Khoya khoya laapata
Kyun na khud se vaasta
Khoya khoya laapata
Kyun na khud se vaasta

Raaste Song Video