Home » Hindi » Hairaan Lyrics – Javed Ali
Hairaan Lyrics
Bin Kahe Ek Din
Hamko Aadhe Chhod Ke
Poore Poore Tod Ke
Chal Diye
Keh Dete Ik Dafa
Kya Maine Tha Kiya
Ya Mann Hi Bhar Gaya
Chal Diye
Aise Huye Tum Lapata
Pooche Bhi To Kis Se Wajah
Yun Hi Bewajah Koi Jata To Nahi
Main To Hairaan Hoon
Main Hairaan Hoon
Main Hairaan Hoon Abhi
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi
Main To Hairaan Hoon Main
Hairaan Hoon Main
Hairaan Hoon Abhi
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi
Ab Khali Khali Se Din Hai Ye Mere
Bas Dil Ye Gam Se Bhar Gaya
Tere Jane Se Ik Hissa Mera
Fir Soona Soona Pad Gaya
Mera Har Pal Jo Ye
Guzar Sa Raha Hai
Tu Dil Mein Gehre
Utar Sa Raha Hai
Kabhi Laut Ke Tu Bhi
Aata Kyun Nahi
Main To Hairaan Hoon
Main Hairaan Hoon
Main Hairaan Hoon Abhi
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi
Main To Hairaan Hoon
Main Hairaan Hoon
Main Hairaan Hoon Abhi
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera
Kya Wo Mera Tha Kabhi
Written by: Raj Shekhar
If Found Any Mistake in above lyrics?, Please let us know using contact form with correct lyrics!
Hairaan Music Video
Hairaan Song Info:
Song: | Hairaan |
Singer(s): | Javed Ali |
Musician(s): | Kaushik-Guddu |
Lyricist(s): | Raj Shekhar |
Cast: | Kunaal Roy Kapur, Nia Sharma |
Label(©): | VYRL Originals |