Hero Lyrics Jubin Nautiyal

Tu zinda hai tu zindagi ki jeet mein yaaqeen kar

Agar kahin hai swarg toh utaar la zameen par

Tu zinda hai tu zindagi ki jeet mein yaakeen kar

Agar kahin hai swarg toh utaar la zameen par
Gamon ke aur chaar din sitam ke aur chaar din

Guzar bhi jayenge ye din guzar gaye hazaar din
Hero, hero

Banega kal tera hai kal

Hero, banega kal, banega kal

Hero, hai tera kal, hai tera kal
Humaare karwaan ko manzilon ka intezar hai

Yeh aandhiyon yeh bijliyon ki peeth par sawaar hai

Humaare karwaan ko manzilon ka intezar hai

Yeh aandhiyon yeh bijliyon ki peeth par sawaar hai
Tu aa kadam mila ke chal chalenge ek sath hum

Agar kahin hai swarg toh utaar la zameen par
Hero, hero

Banega kal, tera hai kal

Hero, banega kal, banega kal

Hero, hai tera kal, hai tera kal
Hero, hero, hero