Kisko Tha Pata Lyrics from Middle Class Love is latest Hindi song sung by Vishal Dadlani with music also given by Himesh Reshammiya. Kisko Tha Pata song lyrics are written by Mayur Puri.
Kisko Tha Pata Song Detail
| Film/Album: | Middle Class Love |
| Song Name: | Kisko Tha Pata |
| Singer: | Vishal Dadlani |
| Composer: | Himesh Reshammiya |
| Lyrics by: | Mayur Puri |
| Music Label: | Zee Music Company |
Kisko Tha Pata Lyrics
Waka waka waka dil mera gaayega
Yeh kisko tha pata
Shaka laka sab chill ho jaayega
Yeh kisko tha pata
Teri meri yaari aisa rang laayegi
Yeh kisko tha pata
Baaton baaton me hi baat ban jaayegi
Yeh kisko tha pata
Thodi meri bhi hain ghalti
Feel kiya nahi guilty
Baby I was wrong maybe
Now there’s no one stopping me
Baari baari saari khushi mil jaayegi
Yeh kisko tha pata
Dheere dheere saari mushkil jaayegi
Yeh kisko tha pata
Tere mere beech mein
Ab naa koyi mystery
Teri meri dosti
Story hain ya history
Yeh zameen meri aasmaan mera
Chahta tha main ho jahan mera
Maine maana main tha freaky
Thoda thoda sa shaky
Finally I know now
Life kitni hain crazy
Chhoti chhoti baatein hoti
Yahan chhoti nahi kisko tha pata
Badi badi fikron ki wajah hoti nahi
Kisko tha pata
Waka waka waka dil mera gaayega
Yeh kisko tha pata
Shaka laka sab chill ho jaayega
Yeh kisko tha pata
Teri meri yaari aisa rang laayegi
Yeh kisko tha pata
Baaton baaton me hi baat ban jaayegi
Yeh kisko tha pata
Kabhi meri jaan yeh ghabraye
Kabhi meri saansein tham jaayein
Everything’s gonna be fine
Kaun dil ko yeh samjhaye
Kise kise mujhe yoon hi
Samjhana hoga kisko tha pata
https://www.lyricsgoo.com/
Aur dil ko bhi khud hi
Manana hoga kisko tha pata
Waka waka waka dil mera gaayega
Yeh kisko tha pata
Shaka laka sab chill ho jaayega
Yeh kisko tha pata