Leke Prabhu Ka Naam Lyrics Arijit Singh

Udta phirta dil toh prinda hai
Udta phirta

Katra katra taphri pe zinda hai

Katra katra
Haan sar pe dhunki sawaar hai

Hungama barkaraar hai

Fursat se aaj toh humein

Farmana pyar vyar hai
Baithe baithe kya karein

Ab karna hai kuch kaam

Are music vusic start karo

Bhai leke leke leke prabhu ka naam
Arey music vusic start karo

Bhai leke leke leke prabhu ka naam

Leke prabhu ka naam
Naam naam naam naam naam

Naam naam naam naam

Leke prabhu ka naam

Naam naam naam naam naam

Leke prabhu ka naam
Ho flirtatious ho contagious

Ho kyun baitha hai ho so serious
Aankhon mein tevar hai

Phir bhi dilon mein hai

Jaan nisaari jaan nisaari
Dil ki hi karte hain

Koyi nahi hai jawabdari
Ho.. Apne liye yoon toh

Pad jaaye kam kayanaat saari

Kayanaat saari
Dil mein jagah ho toh

De do humein marzi tumhari
Ho main keha

Ishq di feeling changi hai

Sab ton rang berangi hai

Ik word mein hi phd hai

Na comma na full stop
Haan khud pe yeh aitbaar hai

Mauke ka intezaar hai

Humko dunia mein ishq ka

Phailana karobaar hai
Baithe baithe kya karein

Ab karna hai kuchh kaam

Arey music vusic start karo

Bhai leke leke leke prabhu ka naam
Leke prabhu ka naam

Here we go!
Arey music vusic start karo

Bhai leke leke leke prabhu ka naam

Leke prabhu ka naam
Naam naam naam naam naam

Naam naam naam naam

Leke prabhu ka naam

Naam naam naam naam naam

Leke prabhu ka naam