Maante Naahi Haar Lyrics Minta

Em24x7!

Maante naahi haar!

2022!

Bs beats!
Maante nahi haar, dete hain war

Jab tak hai jaan, dete hain saath

Baithe hain aaj, kar rele raaj

Raani hai paas, party in taj
Maante naahi haar, dete hain waar

Jab tak hai jaan, dete hain saath

Baithe hain aaj, kar rele raaj

Rani hai paas, party in taj
Sacche pyaar mere maa baap

Sacche yaar bane parivaar

Sach mein aara ab mazaa

Paisa khud aaya main nahi bhaga
Poora kiya jo kiya vaada

Liya maine kam diya jyadaa

Past life mein nahi jaana

Jo gaye chhod ke unko taa taa
Life huyi fast kab khaya nahi yaad

Jab kiya tha start tab zone tha dark

Gaane likhe naye humne khol diye heart

Wish list zero seedha bhar rele cart
Bullseye tera bhai khelun main

Dart kam pade to haan to lucky bhi kara kaam

7-8 saal baad ab hua hai start

Yeh bas chingari ab lagi hai aag
Maante naahi haar, dete hain waar

Jab tak hai jaan, dete hain saath

Baithe hain aaj, kar rele raaj

Rani hai paas, party in taj
Maante naahi haar, dete hain waar

Jab tak hai jaan, dete hain saath

Baithe hain aaj, kar rele raaj

Rani hai paas, party in taj
Yeah! Aah!

Emiway bantai!

Malum hai naa!

Saath mein minta mera bhai!

Em24x7!
Maante nahi haar raw mere paas

Jab bhi main spit karun lagta ki ho gayela war

Ye bho*diwaalon ko main karun ignore

Koi puchnewala nahi tha ban gayela thor
Hathoda sar pe pateli tu kar

Lekin kar apne ghar pe

Aaya hoon bhar ke khud se sudhar ke

Sapne saath dekhe the yeh dono ladke
Duniya se ladke pohchele yahan

Aansu ko pochne koi nahi aaya

Khud hi se ladd ke jhadd ke

Aage hum bad ke bane hum

Example independent
Tu bhi kar sakta jaise hum karele

Kar jaa ke grind kyon leta marele

Takleefein aa rahi to takleef ke maje le

Minta aur main haan kabhi nahi darele
Kabhi kabhi lagta tha kuch nahi hoga

Agar fansa rehta soch mein to kuch nahi hota

Itna karke bhi bhai tera khush nahi hota

Santust nahi hota abe kuch nahi hota
Bol bachchan deke bachkaane

Gaane mein bachchan denge

Naam lenge gaane mein

Dareing dikhane ko kulfa kare

Bhav nahi daalne ka khud chal denge
Maante naahi haar, dete hain waar

Jab tak hai jaan, dete hain saath

Baithe hain aaj, kar rele raaj

Rani hai paas, party in taj
Maante naahi haar, dete hain waar

Jab tak hai jaan, dete hain saath

Baithe hain aaj, kar rele raaj

Rani hai paas, party in taj
Pa-pa-pa haan haan

Aa haan ek number

Shot! 8 saal baad

Day 1 se! Dono ek hi track pe
Last apan kab konsa kiye the apan

2014, 2014

Main bhi four sqaure tha naa

2013 mein kiye the

To mera aur minta ka 8 saal baad gaana aayela hai

Aisa kuch sound karela hai kya!