Main Kamina Lyrics Hommie Dilliwala

Ik baat kehni hai jo pehle kabhi bhi kahi na
Shaqal se shareef par andar se kamina

Dhoond raha kab se aisi haseena

Jo peeche se kim aage se kareena
Ik baat kehni hai jo pehle kabhi bhi kahi na

Shaqal se shareef par andar se kamina

Dhoond raha kab se aisi haseena

Jo peeche se kim aage se kareena
Main kamina, main kamina, main kamina

Main kamina, main kamina, main kamina

Main kamina, main kamina, main kamina
Dekh bro ho gaye na shareaam 

Dedh nazar mein hi katleaam

Sar pe inaam mere ulte hai kaam

Mehngi cheez hu main mera mehanga daam
Kafan se pehle har raat jashan chamku

Jaise main hoon chosen one

Dunia waalon ko hoti jalan kyunki

Mera guru duniya mein number one
Main number one mera sab badiya

Mera waqt chale mehangi gadiyan

Pehle dikki mein tha baseball bat

Abb dikki mein rakhte sariya
Woh karti mere saath buy kyunki

Karta main card swipe

Tera husan dawa 

Doctor ne kiya mujhe prescribe
Chorha nahi class peeta nahi grass

Aata nahi main industry ko raas

Paise ki pyaas paisa hai pass

Tabhi mashook nahi hoti naraz
Maang haq ki tera lbs tu hai banda nakli

Tera paisa kaala tera dhanda nakli

Teri gardan patli main fanda asli
Main kamina, main kamina, main kamina

Main kamina, main kamina, main kamina

Main kamina, main kamina, main kamina
Ho ghanta nahi aati mujhe kisi baat ki sharam

Ho duniya kharidi maine maari sabke muh pe rakam

Ghumu masat malang mera saanwla hai rang

Mujhe dekh inki saheliyon ka maamla garam

Karun fake faksun inke sare fandom

Jo main beemer mein baithu toh phir woh lage phantom
Gaane sare catchy aur zubaan jaise kainchi

Sariye ke saath dikki mein noton wali attachy

Khati talky jeb mein rehte dost sare ready

Gym mein weight aur beat pe main verse maaru heavy
Main kamina, main kamina, main kamina

Main kamina, main kamina, main kamina

Main kamina, main kamina, main kamina