Mann Mein Halchal Lyrics – Babli Bouncer

Mann Mein Halchal Lyrics from Babli Bouncer is latest Hindi song sung by Akanksha Sethi with music also given by Karan Malhotra. Mann Mein Halchal song lyrics are written by Manaswi Mohata.

Mann Mein Halchal Song Detail

Film/Album: Babli Bouncer
Song Name: Mann Mein Halchal
Singer: Akanksha Sethi
Composer: Karan Malhotra
Lyrics by: Manaswi Mohata
Music Label: Zee Music Company

Mann Mein Halchal Lyrics

 
Sun rahi joh dhun kahin
Gum tujhi mein toh nahi
Khud se joh na kahi baat sun
Aayine mein chhupe raaz sun
Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hain
Din joh gaya dhaal
To kya saari raat baaki hain
Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hain
Din joh gaya dhal
To kya saari raat baaki hain
Aasman hain pukaare
Khwahishein hain gubbare uddne de
Le chaalenge tujhe saath sun
Rokna khud ko tu aaj sun
Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hain
Din joh gaya dhal
To kya saari raat baaki hain
Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hain
Din joh gaya dhal
To kya saari raat baaki hain

Mann Mein Halchal Song Video