Oops Lyrics – King | Zahrah Khan

Oops Lyrics by King, Zahrah Khan is latest Hindi song with music also given by Section 8, Hiten. Oops song lyrics are written by King.

Oops Song Detail

Song Name: Oops
Singer: King, Zahrah Khan
Composer: Section 8, Hiten
Lyrics by: King
Music Label: King

Oops Lyrics

 
Yeah!
You already know
What it is?
Ok
Main dhundhu tujhe har jagah har jagah
Kahan chhupke tu baithi zara de bata
Aayi bhaar ke jaawani tere body mein
Ya to mere ghar aja ya toh dede tera pata
Karenge hum zada kuch nahi baby
Bas thoda thoda hint mein dedu bata
Aag lag jaani jaan ke jaan tu jaan se badkar meri
Main thoda teri aankhon pe maar gaya
Main thoda teri baaton pe maar gaya
Tu thoda thoda move huyi joh
To saara mera jaam bikhar gaya
Oops!
Main thoda teri aankhon pe maar gaya
Main thoda teri baaton pe maar gaya
Tu thoda thoda move huyi joh
To saara mera jaam bikhar gaya
Oops!
Aye aayi banke tu maut ka saman
Tere peeche matter ho gaye meri jaan
Maine bhi maangi ek wish kibba karke finish
Tere saath guzaarun ek shaam
Chaal aane de aane de
Phone tere daddy ka aane de aane de
Meri nayi saaliyon ko jane de jane de
Jaake uncle ko bataane de tane de
Main kal hi mila hunn teri mummy se chok pe
Mauke pe chauka bhi maare hai shok se
Kehti hai baat hazam nahi hori
Pasand tujhe ladki mein aaya meri kya?
Main bola teri aankhon pe maar gaya
Main bola teri baaton pe maar gaya
Tu thoda thoda move huyi joh
To saara mera jaam bikhar gaya
Oops!
Main bola teri aankhon pe maar gaya
Main bola teri baaton pe maar gaya
Tu thoda thoda move huyi joh
To saara mera jaam bikhar gaya
Oops!
Aye main apni hi marzi ki maalik hunn
Mere baare abhi kuchh bhi na jaane tu
Mere pyare itihaas nikal ke
Dekh main cheez hun kya?
Mujhe call aya jiska vo daddy nahi ek tha
Baby vapas aajao uska hi text tha
Vaise main faltu ki baatein ni sunti
Par jitna bhi kaha tune sab kuch best
Main bhi kal hi mili hunn
Teri mummy se chok pe
Mauke pe chauka bhi
Maare hain shok se
Kehti hain baat hazam nahi hori
Pasand tujhe ladke mein aya mere kya?
Main boli teri aankhon pe maar gayi
Main boli teri baaton pe maar gayi
Tu thoda thoda acha laga joh
Main tujhpe hi poori bikar gayi
Oops!
Main boli teri aankhon pe maar gayi
Main boli teri baaton pe maar gayi
Tu thoda thoda acha laga joh
Main tujhpe hi poori bikar gayi
Oops!
Main bola teri aankhon pe maar gaya
Main bola teri baaton pe maar gaya
Tu thoda thoda move huyi joh
To saara mera jaam bikhar gaya
Oops!
Main thoda teri aankhon pe
Main thoda teri baaton pe
Tu thoda thoda mujhpe hi
Toh saara mera oops

Oops Song Video