Pyar Diwana Hota Hai Lyrics – Sanam

Pyar Diwana Hota Hai Lyrics by Sanam is latest Hindi song with music also given by Sanam. Pyar Diwana Hota Hai song lyrics are written by Anand Bakshi.

Pyar Diwana Hota Hai Song Detail

Song Name: Pyar Diwana Hota Hai
Singer: Sanam
Composer: Sanam
Lyrics by: Anand Bakshi
Label: Saregama Music

Pyar Diwana Hota Hai Lyrics

 
Pyar diwana hota hai
Mastaana hota hai
Har khushi se har gam se
Begaana hota hai
Shama kahe parawane se
Pare chala jaa
Meri tarah jal jayega
Yahan nahin aa
Shama kahe parawane se
Pare chala jaa
Meri tarah jal jayega
Yahan nahin aa
Woh nahin sunata us ko
Jal jana hota hai
Har khushi se har gam se
Begaana hota hai
Pyar diwana hota hai
Mastaana hota hai
Har khushi se har gam se
Begaana hota hai
Rahe koi sau paradon mein
Dare sharm se
Nazar aaji lakh churaye
Koyi sanam se
Rahe koi sau paradon mein
Dare sharm se
Nazar aaji lakh churaye
Koyi sanam se
Aa hi jaata hai jis pe dil
Aana hota hai
Har khushi se har gam se
Begaana hota hai
Pyar diwana hota hai
Mastaana hota hai
Har khushi se har gam se
Begaana hota hai
Suno kisi shayar ne
Yeh kaha bahot khub
Mana kare duniya lekin
Mere mehaboob
Suno kisi shayar ne
Yeh kaha bahot khub
Mana kare duniya lekin
Mere mehaboob
Woh chhalak jaata hai jo
Paimaana hota hai
Har khushi se har gam se
Begaana hota hai
Pyar diwana hota hai
Mastaana hota hai
Har khushi se har gam se
Begaana hota hai

Pyar Diwana Hota Hai Song Video