Woman Desi Lyrics Arjun Kanungo

What the hell chillati hai

Shor machati hai ladki crazy

Attitude dikhati hai

Ego mein aati hai ladki crazy
Kabhi zor se dasti hai

Kabhi khul ke hansti hai

Kayi roop badalti hai

Haan crazy roop badalti hai
Kabhi raaz rakhati hai

Kayi naach nachati hai

Sab tharke tharke tharke tharke
That’s like a woman desi

That’s like a woman desi
Celebration hai zindagi

Jashn hai to yeh ho jaane de

Hai yeh nasha sabse bada

Agar yeh chadhta to chadh jaane de
Khuli aankh se dikhta hai

Aisa yeh sapna hai yeh zindagi

Ek rang sa chadhta hai

Chadhta hi rehta hai yeh zindagi
Kayi paath padhati hai

Kabhi tashan dikhati hai

Kabhi aankh dikhati hai to

Kabhi bebaat rulaati hai
Gusse mein rehti hai

Sorry na kehti hai

Sab chhadke chhadke chhadke chhadke
That’s like a woman desi

That’s like a woman desi