Zubaida Lyrics Nanku

Bechara dil bechara
Tujhse kar cope ni paara

Koi chance, na scope, na chaara

Mujhse tere liye khat likhwaa ra
Bechara dil bechara

Kuch dino se mere haath ni aa rhaa

Koi chance, na scope, na chaara

Ainvein apna ghamand ghiswaa ra
Aisa bhi hota hai

Cupid bhi rota hai

Sochun tere baare mein to

Seene mein kuch hota hai
Na koi samjhauta hai

Na mera dil iklauta hai

Utaar kar baat karo

Pahna tumne jo mukhauta hai
Zubaida, zubaida

Watch you know, kiya tumne kaisa

Zubaida, zubaida

Maare ankhiyon se look tu aisa

Na shohrat, na paisa

Kuch bhi nahi tere hushn jaisa

Zubaida, zubaida

Watch you know, kiya tumne kaisa
Hawaaon mein aaj

Kuch bahut galat hai

Mera jee ghabraaye

Jaise jaise aa rahi raat nikat hai
Akeli hai kya tu

Kya main ghar aa sakta hoon

Aaraam se bitha ke

Tujhe screenshots dikha sakta hoon
Aisa bhi hota hai

Kya mard bhi rota hai

Sochun tere baare mein to

Chhati me kuch hota hai
Na koi samjhauta hai

Bas sach kahne ka mauka hai

Utaar kar baat karo

Pahna tumne jo mukhauta hai
Zubaida, zubaida

Watch you know, kiya tumne kaisa

Zubaida, zubaida

Maare ankhiyon se look tu aisa

Na shohrat, na paisa

Kuch bhi nahi tere hushn jaisa

Zubaida, zubaida

Watch you know, kiya tumne kaisa